Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Dena Ho To Dijiye Janam Janam Ka Sath (देना हो तो दीजिए जनम जनम का साथ: भजन)


Dena Ho To Dijiye Janam Janam Ka Sath
Dena Ho to Dijiye Janam Janam Ka Sath ।
Ab to Kripa Kar Dijiye, Janam Janam Ka Sath ।
Mere Sar Par Rakh Banwari Apne Donon Yah Hath ॥
Dene Wale Shyam Prabhu Se Dhan Aur Daulat Kya Mange ।
Shyam Prabhu Se Mange to Phir Naam Aur Ijzat Kya Mange ।
Mere Jeevan Mein Ab Kar De Tu Kripa Ki Barsat ॥

Shyam Tere Charanon Ki Dhooli Dhan Daulat Se Mahangi Hai ।
Ek Nazar Kripa Ki Baba Naam Ijzat Se Mahangi Hai ।
Mere Dil Ki Tammana Yahi Hai, Karoon Seva Teri Din Raat ॥

Jhulas Rahen Hai Gam Ki Dhup Mein, Pyar Ki Chhiya Kar De Tu ।
Bin Maajhee Ke Naav Chale Na, Ab Patavaar Pakad Le Tu ।
Mera Rasta Raushan Kar De, Chhayi Andhiari Raat ॥

Suna Hai Hamne Sharanagat Ko Apne Gale Lagate Ho ।
Aisa Hamne Kya Manga Jo Dene Se Ghabrate Ho ।
Chahe Jaise Rakh Banwari, Bas Hoti Rahe Mulakat ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

देना हो तो दीजिए जनम जनम का साथ: भजन हिन्दी में पढ़ें

देना हो तो दीजिए जनम जनम का साथ। अब तो कृपा कर दीजिए, जनम जनम का साथ।
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Kunj Bihari BhajanLaddu Gopal BhajanKhatushayam Ji Bhajan

Other Popular Dena Ho To Dijiye Janam Janam Ka Sath Video

By Singer Ravi Raj

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP