Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hamare Hain Shri Gurudev Humen Kis Bat Ki Chinta (हमारे हैं श्री गुरुदेव, हमें किस बात की चिंता - भजन)


Hamare Hain Shri Gurudev Humen Kis Bat Ki Chinta
Hamare Hain Shri Gurudev,
Hamen Kis Baat Ki Chinta,
Hamare Sath Hain Gurudev,
Hamen Kis Baat Ki Chinta ।
Charan Mein Rakh Diya Jab Math,
Hamen Kis Baat Ki Chinta ॥
Mere Swami Ko Rahti Hai,
Meri Har Baat Ki Chinta ।
Mere Baaba Ko Rahti Hai,
Meri Har Baat Ki Chinta ॥

Kiya Karate Ho Tum Din Raat,
Kyoon Bin Baat Ki Chinta ।
Rahe Har Svaans Mein Bhagavan,
Tere Ik Naam Ki Chinta ॥

Hui is Daas Par Krpa,
Banaya Daas Prabhu Apana ।
Unhi Ke Hathon Mein Jab Hath,
Hame Kis Baat Ki Chinta ॥

Hamare Hain Shri Gurudev,
Hamen Kis Baat Ki Chinta,
Hamare Sath Hain Gurudev,
Hamen Kis Baat Ki Chinta ।

Gurudev Tumhari Jay Hove ।
Mere Baba Tumhari Jay Hove ॥

हमारे हैं श्री गुरुदेव, हमें किस बात की चिंता - भजन हिन्दी में पढ़ें

हमारे हैं श्री गुरुदेव, हमें किस बात की चिंता, चरण में रख दिया जब माथ..
Read Also

Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanDigital Baba BhajanSant Ravidas BhajanRavidas Jayanti BhajanSwami Ram Shankar Bhajan

Other Popular Hamare Hain Shri Gurudev Humen Kis Bat Ki Chinta Video

Hamare Hain Shri Gurudev Humen Kis Bat Ki Chinta By Poonam Didi

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP