Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Meri Puja Ko Safal Banao (मेरी पूजा को सफल बनाओ: भजन)


Meri Puja Ko Safal Banao
Meri Puja Ko Safal Banao,
Tum Banao,
Ganraj Gajanan Aao,
Ganraj Gajanan Aao ॥
Khajarana Se Padharo Ji Gajanan,
Chintamaan Se Padaaro Ji Gajanan,
Riddhi Siddhi Ko Bhi Sang Lao,
Sang Lao,
Ganraj Gajanan Aao,
Meri Puja Ko Safal Banao,
Ganraj Gajanan Aao ॥

Maa Gaura Ke Pyare Gajanan,
Pyare Gajanan Dulare Gajanan,
Bhole Shambhu Ke Laadale Kahao,
Tum Kahao,
Ganraj Gajanan Aao,
Meri Puja Ko Safal Banao,
Ganraj Gajanan Aao ॥

Dhup Deep Nevaidya Arati,
Jhanjh Manjire Se Hove Arati,
Sang Modak Bhog Lagao,
Ji Lagao,
Ganraj Gajanan Aao,
Meri Puja Ko Safal Banao,
Ganraj Gajanan Aao ॥

‘Tivari’ Tere Charanon Meiin Gaye,
Arji ‘Indauri’ Ki Tujhako Sunaye,
Bhav Se Beda Paar Lagao,
Tum Lagao,
Ganraj Gajanan Aao,
Meri Puja Ko Safal Banao,
Ganraj Gajanan Aao ॥

Meri Puja Ko Safal Banao,
Tum Banao,
Ganraj Gajanan Aao,
Ganraj Gajanan Aao ॥

मेरी पूजा को सफल बनाओ: भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी पूजा को सफल बनाओ, तुम बनाओ, गणराज गजानन आओ, गणराज गजानन आओ ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP