Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana Jag Ka Kya Pata (शम्भू शम्भू शम्भू बोल मना, जग का क्या पता - भजन)


Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana Jag Ka Kya Pata
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata,
Jag To Hai Maya,
Jaan Hai Khilona,
Kan Kan Main Hai Tera Baas,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥
Yadi Kaal Hai Is Jag Mein,
Mahakal Hai Mere Baba,
Yadi Bandhan Hai Is Jag Mein,
Moksh Daata Hai Mere Baba,
Rshti Hai Is Jag Ki,
Sancharak Hai Mere Baba,
Vish Hai Jo Is Jag Mein,
Vishadhari Hai Mere Baba,
Om Ke Rang Mein Rang De Jo Sabako,
Kahate Hai Sab Namah Shivay,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥

Bada Bhola Bhola Bhandari,
Har Leta Hai Pida Sari,
Ujjayani Ke Ho Tum Raja,
Viraje Sang Mata Girija,
Rameshwar Bole Shambhu,
Mahakaleshwar Bole Shambhu,
Kashi Ka Kanakan Bole Shambhu,
Shambhu Shambhu Bas Shambhu,
O Kailashi Ho Avinashi,
Bhasm Ramaye Din Raat,
Vish Kya Hai Mahadev Se Puchho,
Dev Se Puchho Na Ye Baat,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata,
Shivay Shiv Shiv Bol Mana,
Tan Kya Pata,
Bhole Bhole Bhole Bol Mana,
Dhan Ka Kya Pata,
Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥

शम्भू शम्भू शम्भू बोल मना, जग का क्या पता - भजन हिन्दी में पढ़ें

शम्भू शम्भू शम्भू बोल मना, जग का क्या पता, शिवाय शिव शिव बोल मना, तन का क्या पता, भोले भोले भोले बोल मना, धन का क्या पता, शम्भो शम्भो शम्भो बोल मना, जग का क्या पता ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bade Bhag Se Fagun Aayo Ri

Bade Bhag Se Phagun Aayo Ri, Hori Khelungi Shyaam Sang Jaay

Ek Bholi Bhali Kanya

Ek Bholi Bhali Kanya, Parvat Se Bhakto Aae, Sir Pe Uske Laal Chunariya, Nainna Jot Samae, Haatho Main Hai Laal Chuda, Paao Main Payal Bhae, Sir Pe Uske Laal Chunariya, Nainna Jot Samae ॥

Meri Chunri Mein Pad Gayo Dag Ri

Meri Chunri Mein Pad Gayo Daag Ri, Kaiso Chatak Rang Daro, Shyam Meri Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri..

Maa Ki Mahima Aprampaar

Maan Ki Mahima Aparampar, Bhagat Ke Kasht Mitati Hai..

Rang Barse Bheege Hai Brijbala Rang Barse

Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse , O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse..

Holi Khel Rahe Banke Bihari Aaj Rang Baras Raha

Holi Khel Rahe Bankevihari Aaj Rang Barash Raha, Aur Jhum Rahi Duniya Sari, Aaj Rang Barash Raha ॥

Rangilo Mero Banwari

Mohini Murat Pyari, Rangilo Mero Banwari, Mohani Murat Pyari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP