Aa Jao Sarkar Dil Ne Pukara Hai (आ जाओ सरकार, दिल ने पुकारा है - भजन)


Aa Jao Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai,
Hare Ye Naino Ke Taar,
Ojhal Najara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥
Phitrat Zamane Ki,
Badi Hi Begairat Hai,
Koi Nahi Yaar,
Tu Hi Hamara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥

Jaoon Kis Dagar Pe Mujhko,
Nasihat to Dijiye,
Chhaya Hai Andhkar,
Karna Ujara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥

Rahamat Ki Apni Thodi,
Vasiyat to Kijiye,
Kahlate Datar,
Bhara Bhandara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥

‘Nirmal’ Ki Rooh Se to,
Poochh Karke Dekhiye,
Dooja Mile Na Saar,
Shyam Hi Gawara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥

Aa Jao Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai,
Hare Ye Naino Ke Taar,
Ojhal Najara Hai,
Aa Jaon Sarkar,
Dil Ne Pukara Hai ॥
आ जाओ सरकार, दिल ने पुकारा है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आ जाओ सरकार, दिल ने पुकारा है, हारे ये नैनो के तार, ओझल नजारा है, आ जाओं सरकार, दिल ने पुकारा है ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar

Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar Hathon Mein Phoolon Ka Dauna Bhi Sohe Sundar Gale Mein Sohe Haar

Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe

Shri Ram Bhajan Video: Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe, Haye Ayodhya Me Andhere Chha Rahe...

Kanhaiya Le Chal Parli Paar

Kanhaiya Le Chal Parli Paar, Saawariya Le Chal Parli Paar, Jaha Birajo Meri Radha Rani, Albeli Sarkar ॥

Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re, Bhajo Radhe Govinda, Bhaktan Ke Sukhdayi Re, Bhajo Radhe Govinda, Jab Maara Tab Tab Taara

Ram Nam Japte Raho, Jab Tak Ghat Ghat Me Ram

Ram Naam Japte Raho, Jab Tak Ghat Ghat Me Pran । Ram Bhajo, Ram Rato