Aaya Mela Maiya Ka (आया मेला मैया का:भजन)


Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka,
Mela Maiya Ka Aaya Rela Maiya Ka,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
Jaykara Ambe Maiya Ka Jab Koi Dil Se Bole,
Kabhi Na Chode Jagdambe Bhandare Apne Khole,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥

Dati Ki Kripa Bin Kese Dar Pe Jaye,
Jata Hai Darwar Wahi Jagdambe Jise Bulaye,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥

Naam Bhawani Ka Jo Leta Jab Sankat Tal Jate,
Tan Maan Wani Pawan Hove Gun Maiya Ka Gate,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
BhaktiBharat Lyrics

Maan Chaha Var Palo Hoke Maiya Ke Anuragi,
Bhar Masti Mein Hoke Magan Gun Gawe Bhulan Tyagi,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
आया मेला मैया का:भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्तो जय माता दी बोलो आया मेला मैया का, मेला मैया का आया रेला मैया का, भक्तो जय माता दी बोलो आया मेला मैया का ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥