Aaye Hain Prabhu Shri Ram Bharat Fule Na Samate (आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते - भजन)


Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Tan Pulakit Mukh Bol Na Aaye,
Prabhu Pad Kamal Rahe Hie Laye ।
Bhoomi Pade Hain Bharat Ji,
Unhen Raghunath Uthate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।

Prem Sahit Nij Hiy Se Lagaye,
Naino Mein Tab Jal Bhar Aaye ।
Mil Ke Gale Chaaron Bhaiya,
Khushi Ke Aansu Bahate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।

Nar Naari Sab Mangal Gaave,
Nav Se Suman Dev Barsaave ।
Bhakt Sabhi Jan Milake,
Avadh Mein Deepak Jalate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते हैं। तन पुलकित मुख बोल ना आए...
Bhajan Shri Ram BhajanJanki BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.