Ab Kisi Mehafil Mein Jane,
Ki Hamen Fursat Nahi,
Duniya Walo Ko Manane,
Ki Hamen Fursat Nahin ॥
Ek Dil Hai Jisame Mera,
Bas Gaya Hai Sanwara,
Ab Kahi Dil Ko Lagane,
Ki Hamen Phursat Nahin ।
Ab Kisi Mehafil Mein Jane,
Ki Hamen Fursat Nahin,
Duniya Walo Ko Manane,
Ki Hamen Fursat Nahin ॥
Ye Jo Aankhe Hai Hamari,
Mil Gayi Hai Shyam Se,
Ab Kahi Aankhe Milane,
Ki Hamen Fursat Nahin ।
Ab Kisi Mehafil Mein Jane,
Ki Hamen Fursat Nahin,
Duniya Walo Ko Manane,
Ki Hamen Fursat Nahin ॥
Ek Sar Hai Jhuk Gaya Jo,
Aapke Darbar Mein,
Ab Kahi Sar Ko Jhukane,
Ki Hamen Fursat Nahin ।
Ab Kisi Mehafil Mein Jane,
Ki Hamen Fursat Nahin,
Duniya Walo Ko Manane,
Ki Hamen Fursat Nahin ॥
Bhaktibharat Lyrics
Ab Kisi Mehafil Mein Jane,
Ki Hamen Fursat Nahin,
Duniya Walo Ko Manane,
Ki Hamen Fursat Nahin ॥
- Devakinandan Ji* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!