Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai (बाबा का दरबार सुहाना लगता है: भजन)


Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥Hamne to Bade Pyaar Se Kutiya Banayin Hai,
Kutiya Mein Baba Teri Moorat Sajai Hai,
Achchha Hamen Tumko Sajana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Rang Birange Phoolo Ki Ladiya Lage Pyari,
Balaji Teri Soorat Hume Lage Badi Nyari,
Achchha Hamen Tujhko Manana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Hum Teri Raahon Ko Palkon Se Buharenge,
Tum Na Aaoge to Baba Tumhen Pukarenge,
Achchha Hamen Tujhko Bulana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Hum Teri Chokhat Pe Baba Bichh-bichh Jayenge,
Kahte Hai Bhakt Teri Mahima Gayenge,
Achchha Hume Rishta Nibhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥
Bhaktibharat Lyrics

Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

Baba Ka Darbar Suhana Lagta Hai,
Bhakton Ka to Dil Deewana Lagta Hai ॥

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति

◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में हनुमान चालीसा, बजरंग बाण और संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।
बाबा का दरबार सुहाना लगता है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाबा का दरबार सुहाना लगता है, भक्तों का तो दिल दीवाना लगता है ॥...
Bhajan Shri Hanuman BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanNarender Kaushik Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Thari Jai Ho Pavan Kumar Balihari Jaun Balaji

Lal Langoto Hath Me Soto, Thari Jay Jo Pavan Kumar, Main Vari Jaoon Balaji,

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude Hanuman Ude Udte Hi Gaye, Sab Dekh Rahe Hai Khade Re Khade

Nit Ratun Nam Baba, Naukari Miljya Jai Hanuman

Nit Ratun Naam Baba, Aajya Kaam Aaj, De De Isa Vardaan, Naukri Miljya Jai Hanuman ॥

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya, Vo Hi Meri Baba Ka, Deewana Ho Gaya...