Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai (बड़े मान से जमाना, माँ तुमको पूजता है: भजन)


Shlok:
Jayanti Mangla Kali,
Bhadra Kali Kapalini,
Durga Kshama Shivadhatri,
Swaha Swadha Namostute ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai,
Tere Naam Ka Tarana,
Tribhuvan Mein Gunjata Hai ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai ॥

Hoti Daya Ki Jispe Najar,
Duniya Mein Hota Wo Bekhabar,
Charanon Mein Woh Deewana,
Chaukhat Ko Choomta Hai ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai ॥

Bhakto Ko Deti Vardaan Hai,
Pure Kare Sab Armaan Hai,
Rutba Bada Suhana,
Harshay Mein Ghoomta Hai ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai ॥

Paapi Hriday Ko Nirmal Karo,
Bhakti Se Mera Daman Bharo,
Chetan Jhalak Dikha Do,
Maan Tumko Dhoondhta Hai ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai ॥
Bhaktibharat Lyrics

Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai,
Tere Naam Ka Tarana,
Tribhuvan Mein Gunjta Hai ।
Bade Maan Se Jamana,
Maan Tumko Poojta Hai ॥
बड़े मान से जमाना, माँ तुमको पूजता है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बड़े मान से जमाना, माँ तुमको पूजता है, तेरे नाम का तराना...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha, O Bansi Bajate Hue, Oradha Tera Shyam Dekha
॥

Rama Rama Ratate Ratate

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Chandraghanta Maa Se Arji Meri

Chandraghanta Maa Se Arji Meri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri ॥

Bhole Damru Baja Do Ek Baar

Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein, Kirtan Mein Hari Kirtan Mein ॥