Bajrangi Tera Sota Kamal (बजरंगी तेरा सोटा कमाल: भजन)


Bajarangi Tera Sota Kamal,
Machai Jag Mein Baba Dhamal,
Ram Gun Gayenge Kastha Mit Jayenge ॥
Ram Naam Ki Mahima Bhari,
Bhajate Sada Shankar Tripurari,
Alakh Jagayenge Kastha Mit Jayenge ॥

Bajarangi Ram Ram Gaye,
Dustho Ko Pal Mein Bhagaye,
Vipada Bhagayenge Kastha Mit Jayenge ॥

Ahankar Moh Maya Chod De,
Ram Charanon Se Nata Jod Le,
Shri Ram Milenge Kastha Mit Jayenge ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bajarangi Tera Sota Kamal,
Machai Jag Mein Baba Dhamal,
Ram Gun Gayenge Kastha Mit Jayenge ॥
बजरंगी तेरा सोटा कमाल: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंगी तेरा सोटा कमाल, मचाई जग में बाबा धमाल, राम गुण गाएंगे कष्ट मिट जाएंगे ॥
Bhajan Hanuman BhajanShri Ram BhajanHanuman Jayanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanLakha Bhajan

Other Popular Bajrangi Tera Sota Kamal Video

Dimpal Bhoomi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aisi Bhakti Mahadev De Do Hame

Aisi Bhakti He Shambhu De Do Mujhe, Raat Din Main Bhajan Tere Gata Rahoon, Jaisa Bhi Aye Gam Jindagi Mein Magar, Do Vo Shakti Ki Main Muskurata Rahoon, Aisi Bhakti Mahadev De Do Humen, Raat Din Hum Bhajan Tere Gate Rahen ॥

Na Mann Hun Na Buddhi Na Chit Ahankar

Na Mann Hun, Na Buddhi, Na Chit Ahankar, Na Jivya Nayan Nasika Karan Dwar

Jis Kandhe Kawad Laun Main Aapke Liye

Jis Kandhe Kawad Laun, Main Aapke Liye, Wo Kandha Kaam Aaj Jaye, Maa Aur Baap Ke Liye, Wo Kandha Kaam Aaj Jaye, Maa Aur Baap Ke Liye ॥

Trikal Darshi Trilok Swami

Trikaalan Dhaari Trilok Swami, Tripund Dhaari Triakshayakumbak, Nrity Gaayan Kala Ke, Swami..

Shiv Ka Naam Lo

Shiv Ka Naam Lo । Har Sankat Mein Om Namo Shivay, Bas Yah Naam Japo ॥