Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholata Hai (बता तेरे मुख को कौन खोलता है - भजन)


Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai
Tu Bolta Yaa Tera Mukh Bolta Hai
Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai
Ye Mai Mai Ki Aawaz Aati Kaha Se
Kaun Hai Vaha Vani Aati Jaha Se
Kuchh To Paata Kar Tujhko Pata Hai
Muh Bolta Hai Yaa Tu Bolta Hai
Tu Bolta Yaa Tera Mukh Bolta Hai
Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai

Pair Tum Khud Ho Yaa Pair Hai Tumhare
Soojh Boojh Karke Samjha De Pyare
Pair Dolte Hai Yaa Tu Dolta Hai
Muh Bolta Hai Yaa Tu Bolta Hai
Tu Bolta Yaa Tera Mukh Bolta Hai
Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai

Kante Taraju Jo Haatho Mein Tere
Soch Samjh Kar Uttar De Re
Haath Taulte Hai Yaa Tu Tolta Hai
Muh Bolta Hai Yaa Tu Bolta Hai
Tu Bolta Yaa Tera Mukh Bolta Hai
Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai

Bhikshu Kahe Gyan Jisko Nahi Hai
Chaurasi Chakkar Mein Padta Vahi Hai
Janme Mare Kya Kisi Ki Khata Hai
Muh Bolta Hai Yaa Tu Bolta Hai
Tu Bolta Yaa Tera Mukh Bolta Hai
Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholta Hai
बता तेरे मुख को कौन खोलता है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बता तेरे मुख को कौन खोलता है, तू बोलता है या तेरा मोह बोलता है, ये मैं मैं की आवाज आती कहा से..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Bata Tere Mukh Ko Kaun Kholata Hai Video

By Pujya Rajan Ji

Gaurangi Gauri Ji

By Chintu Sewak

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha, O Bansi Bajate Hue, Oradha Tera Shyam Dekha
॥

Rama Rama Ratate Ratate

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Chandraghanta Maa Se Arji Meri

Chandraghanta Maa Se Arji Meri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri ॥

Bhole Damru Baja Do Ek Baar

Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein, Kirtan Mein Hari Kirtan Mein ॥