Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye (भभूती रमाये बाबा भोले नाथ आए - भजन)


Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye,
Bhole Nath Aaye Baba Damroo Bajaye,
Bhole Nath Aaye Baba Alakh Jagaye ।
Sakhi Ek Boli Maiya Bahar Padharo ,
Aayo Ek Babo Dikhe Bado Matvaro,
Bhiksha Deyike Kahado Asan Padharo ।
॥ Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye… ॥

Bhari Thar Kanchan Ko Maiya Sidhari,
Naman Karike Maiya Vachan Uchari,
Ashish Dijai Baba Sukhi Bhaye Murari ।
॥ Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye… ॥

Bole Bhole Baba Maiya Ashish Lijai,
Kintu Ek Hetu Maiya Siddh Karijai,
Layi Ke Lal Maiya Hath Dharijai ।
॥ Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye… ॥

Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye,
Bhole Nath Aaye Baba Damroo Bajaye,
Bhole Nath Aaye Baba Alakh Jagaye ।
भभूती रमाये बाबा भोले नाथ आए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भभूती रमाये बाबा भोले नाथ आए, भोले नाथ आए बाबा डमरू बजाए, भोले नाथ आए बाबा अलख जगाए..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanRameshbhai Oza Bhajan

Other Popular Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye Video

Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye By Shri Devkinandan Thakur Ji

Bhabhuti Ramaye Baba Bholenath Aaye By Swami Shri Dharmdev Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।