Bhajo Re Bhaiya Ram Govind Hari (भजो रे भैया, राम गोविंद हरि: भजन)


Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari,
Ram Govind Hari,
Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari ॥
Jap Tap Sadhan,
Kachhu Nahin Lagat,
Kharachat Nahin Gathari,
Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari ॥

Santat Sampat,
Sukh Ke Karan,
Jase Bhul Pari,
Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari ॥

Kahat Kabira,
Jin Mukh Ram Nahin,
Ta Mukh Dhul Bhari,
Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari ॥

Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari,
Ram Govind Hari,
Bhajo Re Bhaiya,
Ram Govind Hari ॥
भजो रे भैया, राम गोविंद हरि: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भजो रे भैया, राम गोविंद हरि, राम गोविंद हरि, भजो रे भईया, राम गोविंद हरि ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mhara Kirtan Mein Ras Barsao

Mhara Kirtan Mein Ras Barsao, Aao Ji Gajanan Aao ॥

Vinti Sun Lo Mere Ganraj

Vinti Sun Lo Mere Ganraj Aaj Bhakti Ka Phal Dijiye, Pahale Tumko Manata Hun Mein Deva Kirtan Saphal Kijiye ॥

Mangal Murti Roop Lekar Ganpati Ji Aa Gaye

Mangal Murti Roop Lekar Ganpati Ji Aa Gaye, Bhakt Janon Ke Dil Par Deva Dur Dur Tak Cha Gaye, Ganapati Bappa Moraya Mangalmurti Moraya ॥

Tere Darshan Ko Ganraja Tere Darbar Aaye Hai

Suna Hai Mainne Ganraya, Tumhe Laddoo Hi Bhate Hai, Suna Hai Mainne Ganraya, Tumhe Laddoo Hi Bhate Hai, Tumhare Bhog Mein Bhagwan, Haan Laddoo Sath Laye Hai, Tere Darshan Ko Ganraja, Tere Darbar Aaye Hai ॥

Jai Ganesh Gauri Nandan

Jai Ganesh Gauri nandan Din Ke Dayala, Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala, Jai Ganesh Gauri Nandan ॥