Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege (भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे - भजन)


Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege,
Bholenath Ki Shadi Mein Nachenge Gayenge,
Aaj Bholenath Ki Shadi Hai,
Mere Naath Ki Shadi Hai ॥
Nache Gaye Khusi Manaye, Jin Ko Aaya Nyota,
Mama Ke Sang Chala Bhanja, Ga Ga Ke Sang Pota,
Tyari Kar Li hai,
Saj Dhaj Kar Jayenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥

Narad Sharad Bhut Pret Bhi, Ban Aai Barati,
Shukr Shanishar Rahu Ketu, Naach Rahe Sang Sathi,
Dar Parvati Ja Ke,
Da Dang Machaenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥

Dulha Hai Ya Koi Jogi, Sab Ko Hui Hairani,
Jogi Roop Mein Shiv Shambhu Ko, Naman Kare Kalyani,
Shiv Shakti Milan Hoga,
Khusi Dev Manayenge,
Bholenath Ki Shadi Hai Hum Sare Jayege ॥
भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोलेनाथ की शादी है हम सारे जाऐंगे, भोलेनाथ की शादी में नाचेंगे गाएंगे ॥ आज भोलेनाथ की शादी है..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShri Krishna BhajanRaas BhajanMaharas BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTarun Sagar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne, Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya

Jis Par Ho Hanuman Ki Kripa

Jis Par Ho Hanuman Ki krpa, Taqdir Ka Dhani Wo Nar Hai, Rakhwala Ho Maruti Nandan, Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Bhajan Pawan Sut ka KIjiye, Naam Amrut Ka Pyala Pijiye ॥

Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan

Hey Purushottam Shriram, Karunanidhan Bhagwan ॥

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥