Bigdi Teri Banayega (बिगड़ी तेरी बनाएगा - भजन)


Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka,
Sankat Sabhi Mitayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka,
Sankat Mitayega,
Kasta Na Kabhi Tu Payega,
Jo Maan Se Tu Gayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka ॥
Mangal Murat Mangal Kar Do,
Sukh Samrudhika Humko Bar Do,
Haath Daya Ka Sar Pe Dhar Do,
Bhakti Apani Aathon Pahar Do,
Chalane Ko Humein Saty Dagar Do,
Mahima Gaane Ko Lay Swar Do,
Jab Bhi Use Bulayega,
Jab Bhi Use Bulayega,
Der Nahi Lagayega,
Chamatkar Dikhlayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka ॥

Vigra Haran Mangal Ke Data,
Pita Sadashiv Girija Maata,
Pehele Tumhi ko Pooja Jata,
Tum Ho Sabke Bhagya Bidhata,
Pain Pushp Modak Tumhe Bhata,
Kamla Saral Tere Gun Gata,
Maan Main Unhai Basayega,
Maan Main Unhai Basayega,
Karne Daya Wo Aayega,
Naiya Paar Lagayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka ॥

Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka,
Sankat Sabhi Mitayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka,
Sankat Mitayega,
Kasta Na Kabhi Tu Payega,
Jo Maan Se Tu Gayega,
Naam Ganpati Ka,
Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka ॥
बिगड़ी तेरी बनाएगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बिगड़ी तेरी बनाएगा, नाम गणपति का, संकट सभी मिटाएगा, नाम गणपति का, बिगड़ी बनाएगा, संकट मिटाएगा, कष्ट ना कभी तू पायेगा, जो मन से तू गाएगा, नाम गणपति का, बिगड़ी तेरी बनाएगा, नाम गणपति का ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..