Bol Suva Ram Ram Mithi Mithi Vani Re (बोल सुवा राम राम, मीठी मीठी वाणी रे: भजन)


Bol Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥
Doha – Ram Kiya Sukh Upje,
Aur Krishna Kiya Duhkh Jaay,
Ek Baar Hari Om Rate,
To Bhav Bandhan Mit Jaay ॥

Bol Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥

Sone Ke Daal Suva,
Pinjron Ghalau Re,
Pinjre Mein Motyan Wali,
Jhaalri Lagau Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥

Champa Ke Daal Suva,
Hindoro Ghalau Re,
Hindore Bitha Mein Thaane,
Hath Syu Hindaavu Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥

Ghirat Mithai Suva,
Laapsi Banaoo Re,
Aanwale Ro Ras Tane,
Ghol Ghol Paavu Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥

Pagliya Re Mai Tane,
Pajdiya Pahanau Re,
Meera Girdhari Sarne,
Aaya Sukh Pau Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥

Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re,
Bonl Suva Ram Ram,
Meethi Meethi Vaani Re ॥
बोल सुवा राम राम, मीठी मीठी वाणी रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बोंल सुवा राम राम, मीठी मीठी वाणी रे, बोंल सुवा राम राम, मीठी मीठी वाणी रे..
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanShri Vishnu Stuti BhajanVishnu Stuti BhajanRam Naam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chhoti Si Meri Parvati

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se..

Ek Din Maiya Parvati Bhole Se Lagi Kehne

Ek Din Maiya Parvati, Bhole Se Lagi Kehne, Mujhko Bhi Ghadava Do Mere Swami, Sone Ke Gahane ॥

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Har Har Shambhu

Har Har Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva, Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva..