Bolo Jay Jaikare (बोलो जय जयकारे: भजन)


Unche Unche Bhawanon Baithi Rup Anekon Dhare,
Charan Chakari Kar Lo Bhaiya,
Ho Jae Vare Nyare,
Bolo Jay Jaikare,
Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥
Sher Par Maiya Chadhi Chadhi,
Jyoti Sawai Badi Badi,
Aane Wali Hai Meri,
Mae Ane Wali hai,
Laal Chunari Jadi Jadi,
Dekhi Duniya Khadi Khadi,
Sherowali Mehrowali,
Mai Latwali Hai,
Kalkatte Wali,
Jyotawali Maata Jwala,
Jammu Mein Maata Vaishno Wali Hai,
Vindhyavasini Vindhyachal Ki,
Guwahati Kamakhya,
Manasa Maata Naina Devi,
Shailasuta Maa Saakhya,
Bolo Jay Jaikare,
Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥

Dayalu Badi Maa Dayalu Badi,
Maata Karunamayi Kanjaka Maa,
Sabaki Jholi Bhare Saare Sankat Hare,
Mai Jagadambike Ambike Maa,
‘Lahari’ Na Jane Kya Bakhane,
Yahi Mane Mansa Maa,
Mansha Purane Wali Hai,
Jis Ghar Howe Puja Maa Ki,
Khusiyan Khusiyan Barse,
Aaj Talak Khali Na Lota,
Koi Maa Ke Dar Se,
Bolo Jay Jaikare,
Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥

Unche Unche Bhawanon Baithi Rup Anekon Dhare,
Charan Chakari Kar Lo Bhaiya,
Ho Jae Vare Nyare,
Bolo Jay Jaikare,
Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥
बोलो जय जयकारे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऊँचे ऊँचे भवनों बैठी रुप अनेकों धारे, चरण चाकरी कर लो भैया, हो जाए वारे न्यारे, बोलो जय जयकारे, माँ के बोलो जय जयकारे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥