Chalo Chalo Re Bageshwar Dham Bithe Balaji (चलो चलो रे बागेश्वर धाम बैठे बालाजी: भजन)


Chalo Chalo Re Bageshwar Dham Baithe Balaji।
Balaji Dekho Balaji। 2
Jan-Jan Ka Karen Kalyan Dekho Balaji।
Arji Laga Le Bhagy Jaga Le। 2
Shri Balaji Ke Darshan Pale। 2
Tere Bigdi Bana De Kam Dhada Ke Balaji।2

Door-Door Se Bhakt Padhare Bhoot Pret Sab Dar Kar Bhage।2
Aisi Sanyasi Hai Maharaj Dhada Ke Balaji।2
Svayan Pragat Hokar Kalayug Mein।
Alak Jagaha Di Hai Ghar Ghar Mein।
Svayan Prakat Hokar Kalayug Mein।
Alak Jagaha Di Hai Ghar Ghar Mein।
Din-Rat Kare Chamatkar Dhada Ke Balaji।

Jan Jan Ka Kare……

Tere Dar Se Na Jae Koi Khali
Ram Bhakt Teri Bat Nirali।2
Gaay Anjali Mahima Apar
Ghada Ke Balaji….

Chalo Chalo Re Bageshwar Dham……
चलो चलो रे बागेश्वर धाम बैठे बालाजी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो चलो रे बागेश्वर धाम बैठे बालाजी। बालाजी देखो बालाजी। जन-जन का करें कल्याण देखो बालाजी।
Bhajan Bageshwar Dham BhajanHanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path BhajanSaturday BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥