Charan Mein Rakhna Sharan Mein Rakhna (चरण में रखना, शरण में रखना:भजन)


Charan Mein Rakhna,
Sharan Mein Rakhna,
Sada Hi Apani,
Lagan Mein Rakhna,
Ankhe Jo Mundu,
Ho Tera Darshan,
Sada Hi Ase,
Bhajan Mein Rakhna ॥
Sukh Ke Ujale,
Dukh Ke Andhere,
Jo Bhi Ho Hardam,
Magan Mein Rakhna,
Meri Chamak Aur,
Damak Ko Data,
Sada Hi Ase,
Banaye Rakhna ॥

Sanson Ki Mala,
Simran Ke Moti,
Bhatke Nhi Maan,
Japan Mein Rakhna,
Krupa Tumhari,
Bahar Jesi,
Jivan Ko Mere,
Mahkaye Rakhna ॥

Tumhai Pukarun,
Ahon Mein Apani,
Bhajan Ki Rahon Mein,
Lagaye Rakhna,
Maine To Apna,
Tumhai Hi Mana,
Sada Hi Apana,
Banaye Rakhna ॥

Teri Krupa Ka,
Ho Haath Mujh Par,
Rakhun Bharosa,
Din Raat Tujh Par,
Har Ek Bandhan,
Se Mukta Ho Lun,
Bhakti Ke Ase,
Bandhan Mein Rakhna ॥
BhaktiBharat Lyrics

Charan Mein Rakhna,
Sharan Mein Rakhna,
Sada Hi Apani,
Lagan Mein Rakhna,
Ankhe Jo Mundu,
Ho Tera Darshan,
Sada Hi Ase,
Bhajan Mein Rakhna ॥
चरण में रखना, शरण में रखना:भजन - हिन्दी में पढ़ें
चरण में रखना, शरण में रखना, सदा ही अपनी, लगन में रखना, आँखे जो मुंदु, हो तेरे दर्शन, सदा ही ऐसे, भजन में रखना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..