Dwar Pe Gurudev Ke Ham Aagaye (द्वार पे गुरुदेव के हम आगए - भजन)


Dwar Pe Gurudev Ke Ham Aa Gaye ।
Jyoti Mein Darshan Guru Ka Pa Gaye ॥
Dekhlo Hamko Bhala Darshan Hua ।
Prem Hirade Mein Magan Prasann Hua ॥

Har Taraph Anand Hi Anand Chha Gaye ।
Jyoti Mein Darshan Guru Ka Pa Gaye ॥

Bhav Shraddha Ke Suman Arpan Karen ।
Raat Din Hari Hari Sumaran Karen ॥

Mantra Satguruji Hamen Batla Gaye ।
Jyoti Mein Darshan Guru Ka Pa Gaye ॥
द्वार पे गुरुदेव के हम आगए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
द्वार पे गुरुदेव के हम आ गए । ज्योति में दर्शन गुरु का पा गए ॥ देखलो हमको भला दर्शन हुआ । प्रेम हिरदे में मगन प्रसन्न हुआ...
Bhajan Bishnoi BhajanBishnoi Sthapana Divash BhajanGuru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanSant Ravidas BhajanRavidas Jayanti Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Lanka Main Jaayeyo Hanuman Aise Kah Dena

Lanka Mein Jaiyo Hanuman, Aise Kah Dena, Tune Suni Siya Churai Hai, Tohe Laaj Sharm Nahin Aai Hai, Raja Se Bana Phakir, Aise Kah Dena... ॥

Kahat Hanuman Jai Shri Ram

Kahat Hanuman Jai Shri Ram, Laga Ke Sindoor Badan Pe, Pane Ko Shri Ram Ka Pyar..