Ek Bholi Bhali Kanya (एक भोली भाली कन्या - भजन)


Ek Bholi Bhali Kanya,
Parvat Se Bhakto Aae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae,
Haatho Main Hai Laal Chuda,
Paao Main Payal Bhae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae ॥
Koi Kahe Wo Vaishno Maata,
Jholiyan Bharne Wali,
Koi Kahe Maa Chittapurni,
Chinta Harne Wali,
Charano Main Koi Gir Ke Bole,
Wo Hai Jwala Mae,
Ek Bholi Bhali Kanya,
Parvat Se Bhakto Aae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae ॥

Kissi Ki Uske Divy Chavi Main,
Kangada Vali Dikhe,
Kissi Ki Uske Divy Chavi Main,
Kangada Vali Dikhe,
Kisi Ne Uske Kiye Darshan,
Mansa Devi Dekhe,
Koi Kahe Wo Naina Devi,
Isne Lila Rachae,
Ek Bholi Bhali Kanya,
Parvat Se Bhakto Aae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae ॥

Kisi Ko Wo Hai Lagati Chaamunda,
Chand Mund Marane Wali,
Kisi Ko Wo Hai Lagati Chaamunda,
Chand Mund Marane Wali,
Chand Munda Marne Wali,
Koi Kahe Wo Bagula Mukhi Hai,
Kaaj Sawarane Wali hai,
Kisi Ne kalika Maa Ki,
Jhalak Hai Usme Pae,
Ek Bholi Bhali Kanya,
Parvat Se Bhakto Aae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae ॥

Ek Bholi Bhali Kanya,
Parvat Se Bhakto Aae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae,
Haatho Main Hai Laal Chuda,
Paao Main Payal Bhae,
Sir Pe Uske Laal Chunariya,
Nainna Jot Samae ॥
एक भोली भाली कन्या - भजन - हिन्दी में पढ़ें
एक भोली भाली कन्या, पर्वत से भक्तो आई, सिर पे उसके लाल चुनरिया, नैंनन जोत समाई, हाथो में है लाल चूड़ा, पाओं मे पायल भाई, सिर पे उसके लाल चुनरिया, नैंनन जोत समाई ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

He Jag Trata Vishwa Vidhata

Hey Jag Trata Vishwa Vidhata, Hey Sukh Shanti Niketan He। Prem Ke Sindhu Deen Ke Bandho...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..