Gaiye Ganpati Subaho Shaam (गाइये गणपति सुबहो शाम: भजन)


Gaiye Ganpati Subaho Shaam,
Mangalmurti Mangalkari,
Pawan kari Tero Naam,
Gaiye Ganpati Subaho Shaam ॥
Riddhi Siddhi Ke Tum Ho Gyata,
Tum Hi Dete Vidya Gyan,
Bhaktajanon Ke Tum Hi Dhyata,
Jag Sara Hai Tera Dham,
Gaiye Ganpati Subaho Shaam ॥

Teri Sharan Mein Jo Bhi Aaya,
Paye Jag Mein Sheetal Chhaaya,
Sara Jag Hai Teri Maya,
Saphal Karata Tu Sab Kaam,
Gaiye Ganpati Subaho Shaam ॥

Gaiye Ganpati Subaho Shaam,
Mangalmurti Mangalkari,
Pawan kari Tero Naam,
Gaiye Ganpati Subaho Shaam ॥
गाइये गणपति सुबहो शाम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गाइये गणपति सुबहो शाम, मंगलमूर्ति मंगलकारी, पावनकारी तेरो नाम, गाइये गणपति सुबहों शाम ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..