Gajanan Gauri Ke Lala Meri Mehfil Mein Aa Jana (गजानंद गौरी जी के लाला, मेरी महफिल में आ जाना - भजन)


Gajanan Gauri Ke Lala,
Meri Mehfil Mein Aa Jana,
Manaye Aaj hum Tumako,
Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥
Gajanand Shiv Ke Pyare Ho,
Gaura Ke Dulare Ho,
Dharu Main Dhyan Charanon Main,
Gajanand Aap Aa Jana,
Gajanan Gauri Ke Lala,
Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥

Riddhi Siddhi Ke Data Ho,
Bhakto Ke Vidhaata Ho,
Manaye Aaj Ham Tumako,
Gajanand Aap Aa Jana,
Gajanan Gauri Ke Lala,
Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥

Tera Vandan Kare Nishadin,
Jagat Ke Praani Ham Sab Mil,
Mehar Ki Ek Nazar Ham Par Bhi Ab,
sarakaar kar jaana,
Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥

Gajanan Gauri Ke Lala,
Meri Mehfil Mein Aa Jana,
Manaye Aaj hum Tumako,
Meri Mahaphil Main Aa Jana ॥
गजानंद गौरी जी के लाला, मेरी महफिल में आ जाना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानंद गौरी जी के लाला, मेरी महफिल में आ जाना, मनाएं आज हम तुमको, मेरी महफिल में आ जाना ॥
Bhajan Diwali Lakshmi Ganesh Puja BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥