Gajanan Janani Teri Jai Ho (गजानन जननी तेरी जय हो: श्री गणेश भजन)


Gajanan Janani Teri Jai Ho Jai Ho Vijay Ho,
Tera Ladla Laal Ganpati,
Ganpati Ham Par Sadaya Ho,
Teri Jai Ho Vijaya Ho ॥
Ye Sangit Yatra Hai Devo Bhivan Ki,
Ye Prathana Mera Gajanan Naman Ho,
Hame Labha Shubha Ho Nahi Vighna Bhay Ho,
Teri Jai Ho Vijay Ho Jai Ho ॥
BhaktiBharat Lyrics

De Bidya Hame Maang hame Buddhi Bal De,
Hame Sabda Sangit Ke Phul Phal De,
Samarpan Ka Sahitya Swar Ka Leh Ho,
Teri Jai Ho Vijay Ho Jai Ho ॥
गजानन जननी तेरी जय हो: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानन जननी तेरी जय हो जय हो विजय हो, तेरा लाडला लाल गणपति गणपति हम पर स्दये हो तेरी जय हो विजय हो ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥