Gajanan Kardo Beda Paar (गजानन करदो बेड़ा पार - भजन)


Gajanan Kardo Beda Paar,
Aaj Ham Tumhe Manate Hain,
Tumhen Manate Hain,
Gajanan Tumhe Manate Hain॥
Sabase Pahale Tumhen Manaven,
Sabha Beech Mein Tumhen Bulawen,
Sabha Beech Mein Tumhen Bulawen Hai।
॥ Gajanan Kar Do Beda Paar...॥

Aao Parvati Ke Lala,
Mushak Vahan Soond Sundala,
Mushak Vahan Soond Sundala।
॥ Gajanan Kar Do Beda Paar...॥

Bhaktjano Ne Ter Lagai,
Sabane Milkar Mahima Gayi,
Sabane Milkar Mahima Gayi।
॥ Gajanan Kar Do Beda Paar...॥

Umaapati Shankar Ke Pyare,
Tu Bhakton Ke Kaj Saware,
Tu Bhakton Ke Kaj Saware।
॥ Gajanan Kar Do Beda Paar...॥

Laddu Peda Bhog Lagawen,
Paan Supari Pushp Chadhaven,
Paan Supari Pushp Chadhaven।
॥ Gajanan Kar Do Beda Paar...॥

Gajanan Kardo Beda Paar,
Aaj Ham Tumhe Manate Hain,
Tumhen Manate Hain,
Gajanan Tumhe Manate Hain॥
गजानन करदो बेड़ा पार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानन करदो बेडा पार, आज हम तुम्हे मनाते हैं, तुम्हे मनाते हैं, गजानन तुम्हे मनाते हैं॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥