Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me (गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में - भजन)


Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।
Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।
Ramji Ki Dhun Mein, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।
Modak Bhog Lagao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Ganpati Aaj Padharo Aur Riddhi Siddhi Lao ।
Sukh Anand Barasao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Hanumant Aaj Padharo, Deva Pavan Veg Se Aao ।
Ball Buddhi De Jao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Bramhaji Padharo, Mata Bramhani Ko Lao ।
Ved Gyan Samajhao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Narad Aaj Padharo, Chham Chham, Chham Kar Taal Bajao ।
Narayan Gun Gao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Prem Magan Ho Jao Bhakto, Ram Nam Gun Gao ।
Sur Mandir Mein Aao, Shri Ramji Ki Dhun Mein ॥ Ganpati Aaj Padharo ॥

Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।
Ganpati Aaj Padharo, Shri Ramji Ki Dhun Mein ।
गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति आज पधारो, श्री रामजी की धुन में। मोदक भोग लगाओ, श्री रामजी की धुन मे..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re