Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer (गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर: श्री गणेश भजन)


Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
Riddhi Siddhi Ke Data Ho Tumhi Vidhata,
TumHi Guru Sakha Tum Ptu Mata,
Teri Vidae Hai Prabhu Ude Hai Abhir,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Hi Sahara Deva Tu Hi Ho Aasha,
Puja Bhi Na Jane Hum Harlo Nirasa,
Hotho Pe Pyas Hai Aankhon Mein Neer,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर, हर वरस आएंगे वो सागर के तीर, गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Maa Tu Hi Tu

Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu, Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu ॥

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri, Liye Sankat Hajaro Ke Haar, Aaj Chinta Maa Har Lena Meri, Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥