Haare Ka Sahara Baba Shyam Hamara (हारे का सहारा बाबा श्याम हमारा: भजन)


Japta Phirun Main Naam Tumhara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara,
Teri Soni Surat Pe Dil Hun Main Hara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara ॥
Teri Hi Krupa Se Baba,
Chalta Hai Jivan Mera,
Din Duniya Chod Ke Betha,
Main Hun Tera Tu Hai Mera,
Khud Ko Bhi Meine Tujhpe Hai Wara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara ॥

Khatu Wale Sharan Main Apni,
Bhakto Ko Bithaye Rakhna,
Charanon Ki Sewa Main Baba,
Humko Tum Lagaye Rakhna,
Binatai Kare Ye Dash Tumhara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara ॥

Japta Phirun Main Naam Tumhara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara,
Teri Soni Surat Pe Dil Hun Main Hara,
Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara ॥
हारे का सहारा बाबा श्याम हमारा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जपता फिरूं मैं नाम तुम्हारा, हारे का सहारा बाबा श्याम हमारा, तेरी सोणी सूरत पे दिल हूँ मैं हारा, हारें का सहारा बाबा श्याम हमारा ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥