Hame Gurudev Tera Sahara Na Milata (हमें गुरुदेव तेरा सहारा न मिलता - भजन)


Hame Gurudev Tera Sahara Na Milta ।
Ye Jeevan Hamara Dobara Na Khilta ॥
Sanson Ki Saragam Madhyam Hui Thi ।
Jeene Ki Asha Bhi Dhoomil Hui Thi ।

Tere Naam Ka Jo Sahara Na Milta ।
Ye Jeevan Hamara Dobara Na Khilta ॥

Rishton Ki Chaukhat Pe Thokar Hai Khai ।
Apne Parayon Ki Samajh Bhi Na Aai ।

Sachcha Jo Tera Rishta Na Milta ।
Ye Jeevan Hamara Dobara Na Khilta ॥

Kismat Ki Maujon Ne Kashti Duboyi ।
Jab Sab Luta to Teri Yaad Aai ।

Agar Meri Kishti Ko Sahara Na Milta ।
Ye Jeevan Hamara Dobara Na Khilta ॥
हमें गुरुदेव तेरा सहारा न मिलता - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हमें गुरुदेव तेरा सहारा न मिलता । ये जीवन हमारा दुबारा न खिलता ॥
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanSant Ravidas BhajanRavidas Jayanti BhajanGuru Gyan BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanArya Samaj Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re