Hey Mahabali Hanuman Prabhu Teri Mahima Nirali Hai (हे महाबली हनुमान, प्रभु तेरी महिमा निराली है: भजन)


Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥
Raghubar Ki Dhun Mein,
Prabhu Ke Bhajan Mein,
Tune To Duniya Bhulae,
Parchai Ban Ke,
Maan Aur Bachan Se,
Raghubar Ke Tum Hi Sahae,
Sada Mukh Par Ram Gungan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥

Jisne Pukara,
Usko Hi Tara,
Bhagya Sabhi Ke Jagate,
Anjani Ke Laala,
Bajrang Bala,
Bhakto Ke Dukhade Mitate,
Tune Sukh Ke Diye Bardan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥

Tujhsa Na Gyani,
Tuyjhsa Na Dani,
Tu Hai Sabhi Ka Sahara,
Jivan Hai Naiya,
Tu Hai Khibeya,
Sab Ko Bhavar Se Ubara,
Teri Karuna Tale Ye Jahan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥

Laal Langota,
Haath Mein Sota,
Sobha Ajab Hai Tihari,
Nar Ho Ya Nari,
Tere Pujhari,
Tujhpe Sabhi Balihari,
Tu Mahavir Balban,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥

Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Ab Mera Karo Kalyan,
Ab Mera Karo Kalyan,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai,
Hey Mahabali Hanuman,
Prabhu Teri Mahima Nirali Hai ॥
हे महाबली हनुमान, प्रभु तेरी महिमा निराली है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे महाबली हनुमान, प्रभु तेरी महिमा निराली है, अब मेरा करो कल्याण, अब मेरा करो कल्याण, प्रभु तेरी महिमा निराली है, हे महा बली हनुमान, प्रभु तेरी महिमा निराली है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥