Hey Ram Bhakt Hanuman Ji Mujhe Aisi Bhakti Do (हे राम भक्त हनुमान जी, मुझे ऐसी भक्ति दो: भजन)


Hey Ram Bhakta Hanuman Ji,
Mujhe Asi Bhakti Do,
Charanon Ko Sewa Kar Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakta Hanuman Ji ॥
Karaj Sawarn Ram Ke,
Avtar Tum Lahe,
Avatar Tum Lahe,
Hay Shankar Suwan Anjanisut,
Mujhko Bhio Mukti Do,
Charanon Ki Sewa Kae Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakt Hanuman Ji ॥

Maana Ki Main Shree Ram Sam,
Paavan Nahin Prabhu,
Paavan Nahin Prabhu,
Seva Se Paavan Ho Sakun,
Mujhe Aisi Yukti Do,
Charanon Ki Sewa Kae Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakt Hanuman Ji ॥

Janmon Janmon Ke Yog Se,
Seva Ka Path Milen,
Seva Ka Path Milen,
Is Paavan Path Pe Chal Sakun,
Ab Na Virakti Ho,
Charanon Ki Sewa Kae Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakt Hanuman Ji ॥

Hey Balashali Hanumat Teri,
Mahima Anant Hai,
Mahima Anant Hai,
Sevak Aur Sevadharm Ki,
Ab Na Samaapti Ho,
Charanon Ki Sewa Kae Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakt Hanuman Ji ॥

Hey Ram Bhakta Hanuman Ji,
Mujhe Asi Bhakti Do,
Charanon Ko Sewa Kar Sakun,
Prabhu Asi Shakti Do,
Hey Ram Bhakta Hanuman Ji ॥
हे राम भक्त हनुमान जी, मुझे ऐसी भक्ति दो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे राम भक्त हनुमान जी, मुझे ऐसी भक्ति दो, चरणों की सेवा कर सकूँ, प्रभु ऐसी शक्ति दो, हे राम भक्त हनुमान जी ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,