Hey Rom Rom Main Basne Wale Ram (हे रोम रोम मे बसने वाले राम - भजन)


Hey Rom Rom Me Basne Wale Ram,
Jagat Ke Swami, Hey Antaryami, Main Tujh Se Kya Mangoon ।
Aap Ka Bandhan Tod Chuki Hoon, Tujh Par Sab Kuch Chhod Chuki Hoon ।
Nath Mere Mai, Kyun Kuch Sochoon, Tu Jaane Tera Kaam ॥
Jagat Ke Swami, Hey Antaryami, Me Tujh Se Kya Mangoon ।
॥ Hey Rom Rom Me Basne Wale Ram… ॥

Tere Charan Ki Dhul Jo Paayen, Wo Kankar Heera Ho Jayen ।
Bhagya Mere Jo, Maine Paya, in Charanon Main Dhyan ॥
Jagat Ke Swami, Hey Antaryami, Me Tujh Se Kya Mangoon ।
॥ Hey Rom Rom Me Basne Wale Ram… ॥

Bhed Tera Koi Kya Pahachane, Jo Tujh Sa Ko Vo Tujhe Jane ।
Tere Kiye Ko, Ham Kya Deve, Bhale Bure Ka Naam ॥
Jagat Ke Swami, Hey Antaryami, Me Tujh Se Kya Mangoon ।
॥ Hey Rom Rom Me Basne Wale Ram… ॥

Hey Rom Rom Me Basne Wale Ram,
Jagat Ke Swami, Hey Antaryami, Me Tujh Se Kya Mangoon ।
हे रोम रोम मे बसने वाले राम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे रोम रोम मे बसने वाले राम, जगत के स्वामी, हे अन्तर्यामी, मे तुझ से क्या मांगूं।
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMovie BhajanMovie Neel Kamal BhajanAsha Bhosle Bhajan

Other Popular Hey Rom Rom Main Basne Wale Ram Video

Hey Rom Rom Main Basne Wale Ram - Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chalti Hai Saari Srishti Mahakal Ke Dar Se

Mere Mahakal Ki To Duniya Hi Dewani Hai, Banate Bigadi Sabaki Bhole Aughadadani Hai, Aasara Paaya Hai Krshna Ne Baba Tere Hi Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se ॥

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar ॥

Shankar Ke Dware Chale Kavariya

Shankar Ke Dware Chale Kanwariya, Bhole Ke Pyare Chale Kanwariya

Main Beta Hun Mahakal Ka

Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka, Bhole Baba Mere Hai, Main Beta hun Mahakal Ka, Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka ॥

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe । Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥