Jab Bhi Nain Mundo Jab Bhi Nain Kholo (जब भी नैन मूंदो - भजन)


Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna Hare Hare ॥
Jab Bhi Nain Mundo,
Jab Bhi Nain Kholo,
Radhe Krishna Bolo,
Radhe Krishna Bolo,

Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna Hare Hare ॥

Vrindavan Braj Ki Rajdhani,
Yahan Base Thakur Thakurani,
Madhur Milan Ki Sakshi Dete,
Seva Kunj Aur Yamuna Ka Pani,
Seva Kunj Aur Yamuna Ka Pani,
Punya Prem Ras Mein Aatma Bhigolo,
Jab Bhi Nain Mundo,
Jab Bhi Nain Kholo,
Radhe Krishna Bolo,
Radhe Krishna Bolo ॥

Krishn Radhika Ek Hai,
Inme Antar Nahi,
Radhe Ko Aaradh Lo,
Krishna Tabhi Mil Jaye,
Prathak Prathak Kabhi Inako Na Tolo,
Jab Bhi Nain Mundo,
Jab Bhi Nain Kholo,
Radhe Krishna Bolo,
Radhe Krishna Bolo ॥
Bhaktibharat Lyrics

Jab Bhi Nain Moondo,
Jab Bhi Nain Kholo,
Radhe Krishna Bolo,
Radhe Krishna Bolo

Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna,
Jai Radhe Krishna Hare Hare ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
जब भी नैन मूंदो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जब भी नैन मूंदो, जब भी नैन खोलो, राधे कृष्णा बोलो..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanFalgun Mela BhajanRadhashtami BhajanRadha Rani BhajanRavindra Jain Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare