Jagat Ke Sar Par Jinka Hath Vahi Hai Apne Bholenath (जगत के सर पर जिनका हाथ, वही है अपने भोले नाथ - भजन)


Jagat Ke Sar Par Jinka Hath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Jin Charanon Mein Sada Jhukati,
Jin Charanon Mein Sada Jhukati,
Sari Duniya Maath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Vahi Hai Apne Bholenath ॥
Shrashti Ke Palak Tum Hi,
Kushal Sanchalak Tum Hi,
Tumhi Ho Jag Vistarak,
Tumhi IsKe Sangharak,
Jinko Aapar Kabhi Na Samjhe,
Jinko Aapar Kabhi Na Samjhe,
Khud Ko Koi Anaath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Vahi Hai Apne Bholenath ॥

Himalaya Par Tum Rahte,
Maar Mousam Ki Sahte,
Gale Main Sarp Lapete,
Magan Maan Rahate Lete,
Bhut Pret Betal Hamesha,
Bhut Pret Betal Hamesha,
Rahte Jinke Saath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Vahi Hai Apne Bholenath ॥

Krupa Sab Par Varsate,
Sabhi Ka Maan Harshate,
Bhakt Gan Jab Bhi Tere,
Sada Jo Daude Aate,
Anuj ‘Devendr’ Bhi Pakar Jinako,
Anuj ‘Devendr’ Bhi Pakar Jinako,
Ab Ho Gaye Sanath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Vahi Hai Apne Bholenath ॥

Jagat Ke Sar Par Jinka Hath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Jin Charanon Mein Sada Jhukati,
Jin Charanon Mein Sada Jhukati,
Sari Duniya Maath,
Vahi Hai Apne Bholenath,
Vahi Hai Apne Bholenath ॥
जगत के सर पर जिनका हाथ, वही है अपने भोले नाथ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जगत के सर पर जिनका हाथ, वही है अपने भोले नाथ, जिन चरणों में सदा झुकाती, जिन चरणों में सदा झुकाती, सारी दुनिया माथ, वही है अपने भोले नाथ, वही है अपने भोले नाथ ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..