Jaha Le Chaloge Vahi Me Chalunga (जहाँ ले चलोगे, वही मैं चलूँगा - भजन)


Jahan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga,
Jahan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahunga ।
Ye Jeevan Samarpit, Charan Mein Tumhare,
Tumhi Mere Sarvasw, Tumhi Praan Pyare,
Tumhe Chhodkar Nath, Kisse Rahunga ।
Jahan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga,
Jahan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahunga ॥

Dayanath Dayanidhi, Meri Avastha,
Tere Hi Hatho Mein, Meri Vyavastha,
Kahna Hoga Jo Bhi, Tumse Rahoonga ।
Jahaan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga,
Jahaan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahoonga ॥

Na Koi Shikayat, Na Koi Arji,
Kahalo Karalo, Jo Teri Marji,
Sahaoge Jo Bhi, Hans Ke Sahunga ।
Jahaan Le Chaloge, Wahi Main Chaloonga,
Jahaan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahoonga ॥

Jahaan Le Chaloge, Wahi Main Chaloonga,
Jahaan Nath Rakh Loge, Wahin Main Rahoonga ।
जहाँ ले चलोगे, वही मैं चलूँगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जहाँ ले चलोगे, वही मैं चलूँगा, जहाँ नाथ रख लोगे, वही मैं रहूँगा । ये जीवन समर्पित,चरण मे तुम्हारे,..
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanVeerwaar BhajanBrihaspativar BhajanBrihaspati BhajanThursday BhajanGuruwar BhajanRajan Ji Bhajan

Other Popular Jaha Le Chaloge Vahi Me Chalunga Video

Shri Vinodji Agrawal

Charan Ji

Nikunj Kamra

Harjeet Singh

Baba Shri Chitra Vichitra Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagat Ke Rang Kya Dekhun

Jagat Ke Rang Kya Dekhun Tera Deedar Kafi Hai, Kyon Bhatakon Gairon Ke Dar Pe Tera Darabar Kafi Hai

Jo Bhaje Hari Ko Sada So Hi Param Pada Pavega

Jo Bhaje Hari Ko Sada, Sohi Param Pad Payega, Deh Ke Mala..

Bhajan Mera Haath Pakad Le Re, Kanha

Mera Haath Pakad Le Re, Kanha Dil Mera Ghabraye, Kale Kale Baadal

Kyu Chup Ke Baithte Ho Parde Ki Kya Jarurat

Kyon Chhup Ke Baithte Ho, Parde Ki Kya Jarurat, Bhakton Ko Yun Satane Ki, Bhakton Ko Yun Satane Ki, Achhi Nahin Hai Aadat, Kyo Chhup Ke Baithte Ho, Parde Ki Kya Jarurat ॥

Sari Duniya Me Aanand Chayo Kanha Ko Janamdin Aayo

Sari Duniya Mein Anand Chhayo, Kanha Ko Janamdin Aayo ॥