Jahan Ram Ki Charcha Hoti Aata Bajrang Bala (जहाँ राम की चर्चा होती, आता बजरंग बाला: भजन)


Jhan Ram Ki Charcha Hoti,
Aata Bajarng Bala,
Mera Bajarang Bala,
O Mera Bajaran Bala,
Ram Naam Ki Dhun Main Nache,
Hoke Ye Matwala,
Mera Bajarang Bala Ho,
Mera Bajarang Bala ॥
Ram Naam Ki Mala,
Har Dum Mera Bala Japata,
Ram Naam Ko Lekar,
Har Kaam Ko Pura Karata,
Chutaki Main Har Kaam Ko Karat,
Mera Bajarang Bala,
Mera Bajarang Bala Ho,
Mera Bajarang Bala ॥

Lakshman Ki Ji Ki Murachha Se Jab,
Ram Ka Maan Ghabaraya,
Sanjeev Buti Lakar Ke,
Lakshman Ka Praan Bachaaya,
Sita Maa Ka Pata Lagake,
Sari Lanka Ko Jalaaya,
Mera Bajarang Bala,
Mera Bajarang Bala Ho,
Mera Bajarang Bala ॥

Bhut Pisach Nikat Nahi Aave,
Jab Hanumat Naam Uchara,
Bhakt Siromani Ram Dulara,
Puje Jag Unhai Sara,
'Mithu' Kesari Nandan Ye To,
Laal Langote Wala,
Mera Bajarang Bala,
Mera Bajarang Bala Ho,
Mera Bajarang Bala ॥

Jhan Ram Ki Charcha Hoti,
Aata Bajarng Bala,
Mera Bajarang Bala,
O Mera Bajaran Bala,
Ram Naam Ki Dhun Main Nache,
Hoke Ye Matwala,
Mera Bajarang Bala Ho,
Mera Bajarang Bala ॥
जहाँ राम की चर्चा होती, आता बजरंग बाला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जहाँ राम की चर्चा होती, आता बजरंग बाला, मेरा बजरंग बाला, ओ मेरा बजरंग बाला, राम नाम की धुन में नाचे, होके ये मतवाला, मेरा बजरंग बाला हो, मेरा बजरंग बाला ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..