Jai Ganesh Jai Mere Deva (जय गणेश जय मेरें देवा: भजन)


Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥
Shloka - Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samprabha,
Nirvighnam Kuru Me deva,
Sarbakaryesu Sarbada ॥

Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Maata Jaki Parvati Hai,
Maata Jaki Parvati Hai,
Pita Mahadeva Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥

Ekadant Dayavant,
Char Bhujadhari Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Shubh Karaj Mein,
Pahale Karun Main Pooja teri ॥

Paan Chadhe Phool Chadhe,
Aur Chadhe Mewa Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥

Mathe Sindur Sohe,
Muse Ki Savari Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥

Laddon Ka Bhog Lage,
Santa Kare Sewa Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥

Bajhan Ko Putra Deve,
Nirdhan Ko Maya Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥

Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva,
Maata Jaki Parvati Hai,
Maata Jaki Parvati Hai,
Pita Mahadeva Re Deva,
Jai Ganesh Jai Mere Deva ॥
जय गणेश जय मेरें देवा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय गणेश जय मेरें देवा, जय गणेश जय मेरें देवा, जय गणेश जय मेरें देवा, जय गणेश जय मेरें देवा, माता जाकी पार्वती है, माता जाकी पार्वती है, पिता महादेवा रे देवा, जय गणेश जय मेरें देवा ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..