Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai (जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है - भजन)


Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai ।
Abhi Hamne Ji Bhar Ke Dekha Nahin Hai ॥Kaisi Ghadi Aaj Jeevan Ki Aai ।
Apne Hi Prano Ki Karte Vidai ।
Ab Ye Ayodhya Hamari Nahin Hai ॥

Mata Kaushalya Ki Aankhon Ke Tare ।
Dashrath Ji Ke Raaj Dulare ।
Kabhi Ye Ayodhya Ko Bhulana Nahin Hai ॥

Jao Prabhu Ab Samay Ho Raha Hai ।
Gharon Ka Ujala Bhi Kam Ho Raha Hai ।
Andheri Nisha Ka Thikana Nahin Hai ॥
जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है, अभी हमने जी भर के देखा नहीं है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanDeepak Shukla Bhajan

Other Popular Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai Video

By Chandra Bhushan Pathak

By Chintu Sewak

By Anchal Tiwari

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Poojan Gauri Chali Siya Pyari

Poojan Gauri Chali Siya Pyari, Sang Sakhin Ke Janak Nandini, Chali Mudit Manhari

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Le Chal Apni Nagariya, Avadh Bihari Sanvariya

Le Chal Apni Nagariya, Awadh Bihari Sanwariyan । Awadh Bihari Sanwariya, Len Chal Apni Nagariya ।

Jo Prem Gali Me Aaye Nahi

Jo Prem Gali Mein Aaye Nahin, Priyatam Ka Thikana Kya Jane

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita

Ghar Aaye Ram Lakhan Aur Sita, Ayodhya Sundar Saj Gayi Re, Sundar Saj Gayi Re Ayodhya...