Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kanak Bhawan Darwaje Pade Raho (कनक भवन दरवाजे पड़े रहो - भजन)


Kanak Bhawan Darwaje Pade Raho
Pujya Swami Rajeshwaranand Ji Maharaj Ek Bahut Achchhe Chhand, Chaupaiyan, Pady, Kavitayen Evam Bhajan Lekhak the ।
Prabhu Shrisitaramji Kaato Kathin Kalesh
Kanak Bhavan Ke Dwar Pe Parayo Deen Rajesh

Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

Sughar Sopan So Dwar Suhave
Chhata Manohar Mohe Man Bhave
Sundar Shobha Saaje Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

Aawat Jaat Sant Jan Darshat
Darshan Kari Ke Sujan Man Harshat
Dekhat Kali Mal Bhage Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

Awadhvihari Singhasan Sohe
Sang Shrijankalali Man Mohe
Ati Anupam Chhavi Chhaje Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

Shrisiyaram Roop Hiy Haari
Lakhi Rajesh Jae Balihari
Koti Kaam Rati Laje Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho
Kanak Bhavan Darwaje Pade Raho
Jahan Siyaramji Viraje Pade Raho

कनक भवन दरवाजे पड़े रहो - भजन हिन्दी में पढ़ें

कनक भवन दरवाजे पड़े रहो, जहाँ सियारामजी विराजे पड़े रहो, सुघर सोपान सो द्वार सुहावे
Read Also

Bhajan Ayodhya BhajanRam Mandir BhajanRam Navmi BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi BhajanSwami Rajeshwaranand Bhajan

Other Popular Kanak Bhawan Darwaje Pade Raho Video

Divya Chaturvedi, Shiva Chaturvedi

By Devendra Pathak

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai, Jeetunga Ek Din, Mera Dil Ye Kahata Hai, Mere Manjhi Ban Jao, Meri Naav Chala Jao..

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥

Chunari Sitaro Wali Ye Kamaal Kar Gayi

Chunari Sitaron Wali Ye, Kamaal Kar Gayi, Bhakton Ko Maan Ki Chunari Ye, Nihaal Kar Gayi ॥

Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho

Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP