Jo Bhaje Hari Ko Sada So Hi Param Pada Pavega (जो भजे हरि को सदा - भजन)


Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Sohi Param Pad Payega
Sohi Param Pad Payega
Deh Ke Mala,
Tilak Aur Bhasm,
Nahin Kuchh Kaam Ke
Prem Bhakti Ke Bina Nahin Naath Ke Man Bhayega

Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega

Dil Ke Darpan Ko,
Safa Kar,
Door Kar Abhiman Ko
Khak Ho,
Guru Ke Charan Ki,
To Prabhu Mil Jayega

Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega

Chhod Duniya Ke,
Maze Aur Baith,
Kar Ekant Mein
Dhyan Dhar,
Hari Ke Charan Ka,
Phir Janam Nahin Payega

Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega

Dridh Bharosa,
Man Mein Rakh Kar,
Jo Bhaje Hari Naam Ko
Kahat Brahmanand,
Brahmanand Mein Hi Samayega

Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Jo Bhaje Hari Ko Sada,
Sohi Param Pad Payega

Sohi Param Pad Payega
जो भजे हरि को सदा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जो भजे हरि को सदा, सोहि परम पद पायेगा, देह के माला..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanBhairavi BhajanPandit Bhimsen Joshi Bhajan

Other Popular Jo Bhaje Hari Ko Sada So Hi Param Pada Pavega Video

By Maithili Thakur, Rishav Thakur and Ayachi Tahkur

By Anup Jalota

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..