Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire (जो करते रहोगे भजन धीरे धीरे - भजन)


Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire ।
To Mil Jayega Vo Sajan Dhire Dhire ।
Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire ।
To Mil Jayega Vo Sajan Dhire Dhire ।

Agar Unse Milne Ki Dil Mein Tamanna ।
Agar Prabhu Se Milne Ki Dil Mein Tamanna ।
Agar Hari Se Milne Ki Dil Mein Tamanna ।
Karo Shuddh Antahkaran Dhire Dhire ।
॥ Jo Karte Rahoge Bhajan… ॥

Koi Kam Duniya Mein Mushkil Nahin Hai ।
Jo Karte Rahoge Yatan Dhire Dhire ।
॥ Jo Karte Rahoge Bhajan… ॥

Karo Prem Se Bhakti Seva Hari Ki ।
Karo Prem Se Bhakti Pooja Hari Ki ।
To Mil Jayega Vo Ratan Dhire Dhire ।
॥ Jo Karte Rahoge Bhajan… ॥

Jo Karte Rahoge Bhajan Dhire Dhire ।
To Mil Jaayega Vo Sajan Dhire Dhire ।
जो करते रहोगे भजन धीरे धीरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जो करते रहोगे भजन धीरे धीरे। तो मिल जायेगा वो सजन धीरे धीरे।
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..