Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari (कब दर्शन देंगे राम परम हितकारी - भजन)


Bhilni Param Tapashwini,
Shabri Jako Naam ।
Guru Matang Kah Kar Gaye,
Tohe Milenge Ram ।
Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari
Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari ॥

Kahi Koi Kanta Prabhu Ko Nahin Chubh Jaye
Pag Tanmagchare Chun Chun Pushp Bichhaye
Mithe Phal Chakh Kar Nity Sajaye Thari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari
Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Saari ॥

Shri Ram Charan Me Pran Base Shabari Ke
Prabhu Darshan De to Bhag Jage Shabari Ke
Raghunath Prananidhi Par Jivan Balihari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari
Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari ॥

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari
Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari
Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari
कब दर्शन देंगे राम परम हितकारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कब दर्शन देंगे राम परम हितकारी, कब दर्शन देंगे राम दीन हितकारी, रास्ता देखत शबरी की उम्र गयी सारी..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanDidi Bhakti Prabha Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhuji Tum Bin Kaun Sahara

Jo Ganpati Ko Dhyaye,Param Sukhi Ho Jaye । Jo Shankar Ko Pooje,Vipda Paas Na Aaye ॥

Hui Galiyon Mein Jai Jaikaar

Naachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Nachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Goonji Ganpati Teri Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar, Hui Galiyon Mein Jai Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar ॥

Shankarji Ka Damroo Baje From Movie Bal Ganesh

Shankar Ji Ka Damroo Baje Parvati Ka Nandan Nache ॥ Barphile Kailashikhar Par, Jay Ganesh Ki Dhoom

Sham Sakhiyan to Darda Mara

Sham Sakhiyon Se Darda Mara, Sham, Sakhiyon Se, Darda Mara ॥ O, Murli, Chhupai Rakhta... Jay Ho... ॥ O, Murli, Chhupai Rakhta... ॥

Aao Vinayak Mhare Aanganiye Padharo

Aao Vinayak Mhare, Aanganiye Padharo, Bhakta Ra Karaj Saro Ji, Han Sanvaro ji, Aao Vinayak Mhare,
Aanganiye Padharo ॥