Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake (कभी राम बनके, कभी श्याम बनके - भजन)


Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Katha and Akhand Ramayana.
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥

Tum Ram Roop Mein Aana -2,
Sita Saath Leke, Dhanush Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥

Tum Shyam Roop Mein Aana -2,
Radha Saath Leke, Murli Haath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥


Tum Shiva Ke Roop Mein Aana -2,
Goura Saath Leke, Damaru Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥

Tum Vishnu Roop Mein Aana -2,
Lakhsmi Saath Leke, Chakra Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥

Tum Ganapati Roop Mein Aana॥
Riddhi Saath Leke, Siddhi Saath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥

Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana॥
कभी राम बनके, कभी श्याम बनके - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कभी राम बनके कभी श्याम बनके, चले आना प्रभुजी चले आना, तुम राम रूप में आना..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Riddhi Siddhi Datar Tumse Gaye Devta Haar

Riddhi Siddhi Ke Datar, Tumase Gaye Devata Haar, Teri Ho Rahi Jay Jaykar, Gauri Shankar Ke Pyare ॥

Riddhi Siddhi Wale Ganpati Baba Teri Mahima Bhari Hai

Riddhi Siddhi Vale Ganapati Baba, Teri Mahima Bhari Hai, Jo Tere Darabar Mein Aaye,
Usaki Vipada Tari Hai ॥

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

Diwali ka Tayohar Hai

Diwali Ka Tayohar Hai, Jhoom Utha Sansar Hai, Khush Sabhi Parivar Hain, Avadhapuri Mein Jakar Dekho, Deepon Ki Katar Hai.....

Daya Karo Hey Dayalu Ganpati

Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati, Sambhalo Bigidi Dasa Hamari, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥