Karo Kripa Kuchh Aisi, Tere Dar Aata Rahun (करो कृपा कुछ ऐसी, तेरे दर आता रहूँ - भजन)


Karo Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon,
Tum Rootho Mujhse Bhale Chaahe,
Par Main Manaata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥
Jahaan Mein Kaun,
Mere Duhkh Ko Samajh Payega,
Jahaan Mein Kaun,
Mere Duhkh Ko Samajh Payega,
Tu Hi Hamdard Hai Mera,
Tujhe Sunata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥

Teri Chaukhat Se,
Uth Ke Door Kaheen Jaoon Na,
Teri Chaukhat Se,
Uth Ke Door Kaheen Jaoon Na,
Tamam Umr Tere Saath,
Main Bitata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥

Mera Armaan Hai Itna,
Jo Tu Poora Kar De,
Mera Armaan Hai Itna,
Jo Tu Poora Kar De,
Baitha Mere Samne Ho Tu,
Aur Main Sajata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥

‘chitr Vichitr’ Ki Deewangi,
Ko Mat Poochho,
‘chitr Vichitr’ Ki Deewangi,
Ko Mat Poochho,
Apni Hasti Ko Banake Pagal,
Main Mitata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥

Karo Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon,
Tum Rootho Mujhse Bhale Chaahe,
Par Main Manata Rahoon,
Karon Kripa Kuchh Aisi,
Tere Dar Aata Rahoon ॥
करो कृपा कुछ ऐसी, तेरे दर आता रहूँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
करो कृपा कुछ ऐसी, तेरे दर आता रहूँ, तुम रूठो मुझसे भले चाहे, पर मैं मनाता रहूं, करों कृपा कुछ ऐसी, तेरे दर आता रहूँ ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥