Karte Sabka Beda Paar Baba Bajrangi Baldham (करते सबका बेड़ा पार, बाबा बजरंगी बलधार - भजन)


Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar,
Siraram Ke Angyakari,
Mere Balaji,
O Bajrang Balaji,
Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar ॥
Parvat Haath Mein Utha Ke Laye,
Bajrangi Baldayi,
Ram Ko Dhir Badhai,
Bhae Lakhan Ki Jaan Bachae,
Bhole Baba Ke Avtari,
Mere Balaji,
O Bajrang Balaji,
Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar ॥

Ram Bhakta Hanuman Ke Jesa,
Hoga Bhakta Koi Na,
Ram Siya Ka Darash Karaya,
Isne Chir Ke Sina,
Jay Ho Bajrangi Baldhari,
Mere Balaji,
O Bajrang Balaji,
Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar ॥

Veer Bali Ke Dwar Se Koi,
Khali Haath Na Jaye,
Unko Bhi Apnate Baba,
Jisko Jag Thukraye,
Ase Dani Hai Upkari,
Mere Balaji,
O Bajrang Balaji,
Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar ॥

Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar,
Siraram Ke Angyakari,
Mere Balaji,
O Bajrang Balaji,
Karte Sabka Beda Paar,
Baba Bajarangi Baldhar ॥
करते सबका बेड़ा पार, बाबा बजरंगी बलधार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
करते सबका बेड़ा पार, बाबा बजरंगी बलधार, सीताराम के आज्ञाकारी, मेरे बालाजी, ओ बजरंग बालाजी, करते सबका बेडा पार, बाबा बजरंगी बलधार ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥