Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari (कृपा की न होती जो, आदत तुम्हारी - भजन)


Main Roop Tere Par, Aashik Hoon,
Yah Dil to Tera, Hua Deewana
Thokar Khai, Duniya Mein Bahut,
Mujhe Dwar Se, Ab Na Thukrana
Har Tarah Se Tumhara, Hua Main to,
Phir Kyon Tumko, Main Begana
Mujhe Daras Dikha Do, Nand Lala,
Nahin to Dar Tere Par, Mar Jana
Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari
To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Gopal Sahara Tera Hai ,
Hey Nand Lal Sahara Tera Hai ,
Mera Aur Sahara Koi Nahin
Gopal Sahara Tera Hai ,
Hey Nand Lal Sahara Tera Hai ,,,,,,,,,

O Deeno Ke Dil Mein, Jagah Tum Na Pate
To Kis Dil Mein Hoti, Hiphajat Tumhari
Kripa Ki Na Hoti Jo,,,

Garibon Ki Duniyan Hai, Aabad Tumse ,
Garibon Se Hai, Badshahat Tumhari ,
Kripa Ki Na Hoti Jo,,,,,,

Na Muljim Hi Hote, Na Tum Hote Hakim,
Na Ghar-ghar Mein Hoti, Ibadat Tumhari ,
Kripa Ki Na Hoti Jo,,,

Tumhari Hi Ulfat Ke, Drig ‘bindu’ Hain Yah ,
Tumhen Saumpte Hai, Amanat Tumhari ,
Kripa Ki Na Hoti Jo,,,,,,,,,
कृपा की न होती जो, आदत तुम्हारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कृपा की न होती जो, आदत तुम्हारी, तो सूनी ही रहती, अदालत तुम्हारी
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanChitra Vichitra Ji Bhajan

Other Popular Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari Video

By Dimpal Bhumi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Ka Naam Lo

Ram Ka Naam Lo, Ya Shyam Ki Pooja Karlo, Koi Antar Nahi Dono Me, Bharosa Karalo ॥

Raghuvir Ko Pranam Hamara Keh Dena

O Jane Wale Raghuvir Ko, Pranam Hamara Kah Dena Pranam Hamara Kah Dena, Sitaram Hamara Kah Dena ॥

Sone Ki Lanka Jalai Gayo Re Ek Choto So Vanar

Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Choto So Vanar, Ek Choto So Vanar, Ravan Ko Pani Pilaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar ॥

Jai Bajrangbali Jai Hanumana

Hanumanaji Stuti, Jay Bajarangi Jay Hanumana, Rudra Roop Jay Jay Balbaan, Sankat Mochan Siy Matu Ke Pyare ॥

Veer Bali Hanuman Ye Hai Ram Bhakt Hanuman

Veer Bali Hanuman, Ye Hai Ram Bhakt Hanuman, Sare Jag Main Phela Shaan, Sare Bhakt Kare Gungan,
Thari Jay Ho, Thari Jay Ho Pawan Sut, Bajarangi Hanuman, Balaji Teri Jay Ho,
Pawan Sut Maa Anjani Ke Lala ॥