Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan (कृष्ण जिनका नाम है - भजन)


Krishn Jinka Naam Hai,
Gokul Jinka Dham Hai,
Aise Shri Bhagwan Ko,
Barambar Pranam Hai ।
Yashoda Jinki Maiya Hai,
Nand Ji Bapaiya Hai,
Aise Shri Gopal Ko,
Barambar Pranam Hai ।
॥ Krishn Jinka Naam Hai… ॥

Loot-loot Dadhi Makhan Khayo,
Gwal-bal Sang Dhenu Charayo,
Aise Leela-dham Ko,
Barambar Pranam Hai ।
॥ Krishn Jinka Naam Hai… ॥

Krishn Jinka Naam Hai,
Gokul Jinka Dham Hai,
Aise Shri Bhagwan Ko,
Barambar Pranam Hai ।
॥ Krishn Jinka Naam Hai… ॥

Drupad Suta Ki Laaj Bachaayo,
Gajendr-gaj Ko Fand Chhudayo,
Aise Kirapa-dham Ko,
Barambar Pranam Hai ।
॥ Krishn Jinka Naam Hai… ॥

Krishn Jinka Naam Hai,
Gokul Jinka Dham Hai,
Aise Shri Bhagwan Ko,
Barambar Pranam Hai ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
कृष्ण जिनका नाम है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कृष्ण जिनका नाम है, गोकुल जिनका धाम है, ऐसे श्री भगवान को...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanPhalguna BhajanShri Shyam BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan Video

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan By Jagjit Singh Ji

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan By Chitra Vichitra Ji

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan By Varsha Shrivastava

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan By Sarojini Ghosh Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mujhe Radhe Radhe Kahana Shikhade

Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De, Kanhaiyan Tera Kya Bigde, Vrindavan Jaoon Tere Gun Gaoon, Charnon Ki Dhooli Ko Mathe Se Lagaoon..

Hey Karuna Mayi Radhe Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Hai Karuna Mayi Radhen, Mujhe Bas Tera Sahara Hai, Apna Lo Mujhe Shyama

Mishri Se Mitho Naam

Mishri Se Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko, Radha Rani ko, Hamari Shyam Pyari Ko, Mishri Te Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko ॥

Mhari Pat Rakho Gopal Ek Bas Tharo Saharo Hai

Mhari Pat Rakho Gopal, Ek Bas Tharo Sahaaro Hai,Thodi Karlyo the Mhari Sambhal...