Laagi Lagan Shankara (लागी लगन शंकरा - शिव भजन)


Bhole Baba Teri Kya Hi Baat Hai,
Bhole Shankara Teri Kya Hi Baat Hai,
Dur Hokar Bhi Tu Sath Hai,
Dur Hokar Bhi Tu Sath Hai,
Khud Ko Main Kar Dunga Tujhko Samarpan,
Main Tera Ansh Hun Tu Mera Darpan,
Tere Hi Aane Se Meri Ye Sari,
Jindagi Saji Hai ।
O Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।

Tu Pita Hai Mera,
Aur Tu Hi Rahega,
Meri Har Galti Ko,
Tu Hans Kar Sahega,
Tere Jaap Se Man Ka,
Ud Gaya Hai Re Panchhi,
Sab Teri Badaulat Hai,
Aaj Raghuvanshi,
Tu Sukshm Hai,
Aur Tu Hi Vishal Hai,
Tu Uttar Hai Aur,
Tu Hi Sawal Hai,
Tu Hi Satya Hai,
Baki Jindagi Bhi Na Sagi Hai,
Lagi Meri Tere Sang Lagi ।

O Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।

Na Yavad Umanath Padaravindan ।
Bhajantih Loke Pare Va Naranan ॥
Na Tavatsukhan Shanti Santapanashan ।
Prasid Prabho Sarvabhutadhivasan ॥

Dhyan Mein Hai Magan,
Tan Pe Odh Ke Re Choli,
Mujhe Apne Rang Mein Rang De,
Sang Khel Mein Mere Holi,
Yahan Asan Niche,
Na Hai Koi, Khatoli,
Mujhe Apne Rang Mein Rang De,
Sang Khel Mein Mere Holi,
Bas Bhi Karo Ab Mere Shankara,
Bhang Ragad Kar Boli Ye Gaura,
Tum Nahin Rache Ho Gaura,
Laut Ke Rachi Hai ।

O Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।
Lagi Meri Preet Tere Sang,
Mere Shankara ।

* Shankara: Bhagwan Shankar
लागी लगन शंकरा - शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
लागी मेरी प्रीत तेरे संग, मेरे शंकरा । लागी मेरी प्रीत तेरे संग, मेरे शंकरा...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanHoli BhajanHappy Holi BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gauri Nandan

Jai Ganesh Gauri nandan Din Ke Dayala, Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala, Jai Ganesh Gauri Nandan ॥

Gajanan Charan Kamal Raj Dije

Tumhari Krupa Milat Avinashi, Bhav Bandhan Kat Jasi, Jag Mein Nahin Hai Sahara Jinako, Unako Sahara Dije, Gajanan Charan Kamal Raj Dije ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Sabse Pahle Manaba Thane Deva Ra Sardar

Sabse Pahle Manaba, Thane Deva Ra Sardar, Ranat Bhavan Su Aap Padharo, Ho rahi Jay Jayakar, Sabasu Pahala Manawa, Thaane Deva Ra Saradar ॥

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..