Maa Gauri Ke Lal Gajanan (माँ गौरी के लाल गजानन - भजन)


Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Veer Ganpat Umaputra Pyaare,
Sari Shrashti Hai Tere Sahare,
Sari Shrashti Hai Tere Sahare,
Mangal Murti Hai Mushak Vahan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥

Mangal Karata Siddhidata Vinayak,
Buddhi Priyavakratund Muktidayak,
Buddhi Priyavakratund Muktidayak,
Bhakt Nache Bajate Hai Bajan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥

Vighnaharta Prabhu Vighnesh Ji,
Kasht Katon Mere Shree Ganesh Ji,
Kasht Katon Mere Shree Ganesh Ji,
Likhate Devendra Amit Mange Mangan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥

Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
माँ गौरी के लाल गजानन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ गौरी के लाल गजानन, आज आओ पधारो मेरे आँगन, गौरी शंकर के लाल गजानन ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mela Kartik Ka Dikha Do

Mela Kartik Ka Dikha Do Dar Pe Mujhe Ab Bula Lo, Main Akela Ho Na Jau Door Charnon Se Ho Na Jau Baba Mujhko Gale Se Laga Lo, Mela Kartik Ka Dikha Do Dar Pe Mujhe Ab Bula Lo।

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Guru Bhajan

Guru, Gurudev, Vyasa Purnima, Guru Gyan, Inspirational, Morning, Dainik, Daily, Arya Samaj

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...